Ads 468x60px

Social Icons

0

Sunday, 1 November 2015

for class x activity 2015






dhyan se padhe aur i par 20-25 shabdo me apni abhivyakti 1.5 minute me de yah karya 5 nov. 2015 ko kaksha me hoga

mulyankan bindoo

prastuti    2 marks

shabd chayan   2 marks

uchharan   2 marks

vichar        4 marks

9 comments :

  1. This is how live is lived thank you ma"am for this.

    ReplyDelete
  2. satvikup98@gmail.com6 November 2015 at 10:06

    Mam u said that u will give us a group activity of 2students

    ReplyDelete
  3. MAI DIKSHANT RAJWAL KAKSHA DHASVI C KA CHATRA HU. MERA ANUKRAMANK 9 HAI V AAJ MAI APKE SAMAKSH ES GADYANSH PAR APNE VICHAR PRASTUT KARNE JA RAHA HU,
    28 October KO JANME BILL GATES NE STUDENTS KI JINDGI SE SAMBANDIT KUCH KARGAR NIYAMO PAR PRAKASH DALA HAI. VE HAME JINDGI SE RUBRU KARATE HAI V KAHTE HAI KI JINDGI HAMARE SATH HAMESHA ACHA NAHI KARTI V HAME VIPREET PARISTHITIYOO KE LIYE TIYAR REHNA CAHIYA. ‘DUNIYA HAMARI KUSHIYOO KI PARVAH NAHI KARTI’-HAME DUNIYA KA ROOP DIKHATI HAI. VAH HAME YAH BHI KAHTE HAI KI HAME APNI GALTIYOO KA DUSRO KO DOSHI NAHI THRANA CAHIYE. SCHOOL HAME JITNE AVSAR DETI HAI UTNA JINDGI NAHI DETI. ESSE SABSE BADI SEEKH YAH MILTI HAI KI KOI BHI KARYA CHOTA NAHI HOTA HAI V HAR HAR KARYA HAME AVSAR PRADAN KARTA HAI. ATH JINDGI SMASYAOO SE BARI HAI PARANTOO HAME ESSE KHUSI SE GINA CAHIYE

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  6. Jindagi ek chunoti hai ise swikaar karo.
    Jindagi eh paheli hai ise suljhane ka paryaas karo.

    Tu n rookega kabhi ,
    Tu n thamega kabhi,
    Tu n mudega kabhi,
    Kar shapath ,kar shapath ,kar shapath ,
    Agneepath! agneepath! agneepath!

    Suprabhat
    Aaj me SAYAM ANAND aap sab ke samne jindagi ko jine ke tariko par apne vichhar prastut karne ja raahoon.



    Jindagi sangharshon se bhari hoi hai. Jab bacha janam leta hai to apni baat apni maa tak pahuchane ke liye sangharsh karta hai aur jab thoda badaa hota hai to school me ache anko ke liye sangharsh karta aur baad me achi naukri ke liye. Parantoo agar asaflta hamare sangharsh par pani pher deti hai to aisa pratit hota hai jaisse hamare jiwan me andhera cha gaya ho . Aur dheere dheere jiwan par se hamara vishwas uthne lagta hai.

    Aur parinam swaropp hamari ichashakti roopi booniyaad par chot pahoonchti hai. aur us samaye hame ek hi raasta dikhayi deta hai ; ya to ghar beth jayen ya apne jindagi ko smapt kar le .............

    Paranto kya pata agar hamara ek aur prayaas hamara raah khoj de ,kya paata hame voh manjil mil jaye jise ham chate the ,kya pata hame apni jindagi vaapis mil jaye aur ham usee aur jyaada harsh aur ullaas se jine lage.


    "Saflata ki chah rakhne vale manjil ko takte nahi balik use koood kar thaam lete hain ...

    Sachin tendulkar ko maahan bannane ke liye saalon saal lage the , taki veh saflata ki us choti par phooch sake jahan koi or nahi khada...

    "Apni antra aatma ko is prakaar taiyaar karo ki asaflata to kya ki tum khud bhi tumhara kuch bhi n bigaad sako..."

    Zindagi tumhara intezaar nahi kareengi parantoo tumhe zindagi ke saath chalna hogaaa

    Jindagi afsaroon se bhari hai aur afsar ka fayda uthana tumhare pryaas par nirbhar hai..

    Parantoo iska yeh tatparya nahi ki sangharsh ki aad me ham manoranjan ko bhool jao ;parantoo dono ko apne har pal me leke chalo.


    Pado to hasi khushi ke saath ..
    Padaai koi bojh nahi paranto ek prakar ka saflta ka sadhn hai

    Khelo to hasi khushi ke saath
    Kyonki Khel hamare dimaag ko tandroost rakhta hai.....

    Ji bhar ke jindagi ko jii lo yaroon. Kyaa pata ham agle pal me ho ya nahin


    Dhanyavaad



    Name- Sayam anand
    Class - x c
    Roll no. - 31

    ReplyDelete
  7. bill gates ke woh niyamo se main bahot prerit hoan hon ,sach hi toh kaha hai jeevan ka naam sangharsh hai. is

    jivan main janm se lekar mrityu prapt karne tak hame roj sangharsh karna parta hai chahe weh pehli baar chalna ho

    ya mrityu ko swikar karna .jeevan ka rasta ek pahadi raste jaisa hai jahan kai kathinayiya ayengi jisse hume

    jhoojhna hoga,sangharsh karna hoga.manushye ke jeevan main sangharsh parm avyshak hai.is sansar main koi bhi aisa

    vyakti nhi hai jise sangharsh nhi karna pada ho.zindagi har kadam ek nayi jung hai jismi jeet hasil karna

    mahtvpurn hai .hume har katinaiyo ka samna karna chahiye aur har paristithi ke liyae taiyar rehna chahiye.

    apni kavita ke madhyam se harivansh rai bacchan ne sangharsh se jhojhne ke liye hum sab ko prerit kiya hai -

    aagini path!aagini path! aagini path!
    vriksh ho bhale khade ho bare ho ghane
    ek matr chah bhi mang mut ,mang mut,mang mut
    aagini path aagini path aagini path

    aur toh aur ek ganna kavita krishnamurthy ne bhi jeevan ke bare main batate hoyae gaya tha

    samay kaa dariya behata jaye,behat behata kehata jaye jivan ek sangharsh hai
    ............

    name-Pranav garg
    class-x-c

    ReplyDelete
  8. शीर्षक के भांति लेख भी बहुत रोचक है। यह हमारा ध्यान जीवन के मीठे झूट से हटाकर कड़वे सच की तरफ ले जाता।
    बिल गेट्स के विचार हम छात्रों के जीवन में बहुत प्रभावी है। सच्चाई को जितना जल्दी अपनाया जाय,उतना ही बेहतर है।
    सकारात्मक दृष्टिकोण अपना कर हम अपने जीवन को खुशाल,बेहतर व सफल बना सकते हैं। म अपनी अध्यापिका का आभारी हूँ जिन के बदौलत मुझे यह लेख पढने का मौका मिला।
    राघव सयाल
    दसवी-ड

    ReplyDelete

 

Total Pageviews